mumkin hai mar jaana -- by kaushikk 09818803688
Mushkil hai harr lamha tujhse juda rehna, Mumkin hai bas itna ke tere bin marjaana, Kaise kahoon mai jaanam, hai kaisa mera aalam. Seene se lagaa ke teri, Tasveer ko akele me rona, Mushkil hai askhon ko chupana, Mum kin hai tere bin marjaana. Ab jo tum aa jaao tow, Raahat milegi dil ko, Ab mujhko sunlo aye jaanam, Tanhaa kabhee na rehne do, Mushkil hai tanhaa rehna, Mumkin hai tere bin marjaana.

0 Comments:
Post a Comment
<< Home