dil se
Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki, us ke bina jiya nahi ja sakta. Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega, Door hone ke baad kaun kise yaad aayega, Jee lo ye pal jab humsath hai, kal ka kya pata, WAQT kahaan le jayega :Rashmiraj KkaushikK

1 Comments:
hmmmmm.....very true :)
Post a Comment
<< Home