kaushikdreamz

You are just some mouse clicks away from being KAUSHIKOHLIC

Saturday, October 07, 2006

dosti

Saath Humara pal bhar ka sahi,par woh pal aise jaise koi kal nahi,rahe zindagi mein shayad phir milna humaara,par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi————————————– Din jo guzar gaye hai yunhi,Raat bhi dhal gayi hai yunhi,Koshish tho bahut ki dil ne,Zuban pe baat rah gaye yun hi ————————————– chal padi hai kashtiyaan samandar, door hai kinaraain maajoon se pooch lena, kya haal hai hamara.ab hawaein kareingi, roshiniyon ka faisla.jis diye main jaan hogi, woh diya reh jayega————————————– Guzare Huve Kal Ki Yaad aati hai,kuch lamhon se aankhen bhar aati hain,woh subah rangeen ,shaam nirali, doob jati hain,jab aap jaise doston ki yaad aati hai :Rashmiraj KaushiK

dil se

Pyaar kamjor dil se kiya nahi ja sakta, Zeher Dushman se liya nahi ja sakta, Dil mein basi hai ulfat jis pyar ki, us ke bina jiya nahi ja sakta. Saath rehte rehte yuhin waqt guzar jayega, Door hone ke baad kaun kise yaad aayega, Jee lo ye pal jab humsath hai, kal ka kya pata, WAQT kahaan le jayega :Rashmiraj KkaushikK